Saturday, October 13, 2007

wajood


aksar lamho mein ulajhta hoon main,
kuch jawaabon mein sualajhta hoon main;
sheeshon mein khud ko dhoondu main jab,

khud ki parchaaiyon se poochta hoon main -

aaj to jee utha hai tu,

aaj to jee raha hai tu,

sach yeh bata, tu hai kaun?


No comments: